C G
Yeh chaand saa roshan chehra , Zulfon kaa rang sunahara,
C G
Yeh jheel si nelee aankhein, Koi raaz hain in mein gahara,
C F G C
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya
VERSE 1:
C G C
Ek cheez kayaamat bhi hai, Logon se suna karate thein,
C G C
Tumhe dekh ke maine manaa,Wo thik kaha karate thein,
F C
Wo thik kaha karate thein!
C G
Hai chaal mein teri zaalim, Kuchh aisi bala ka jaadoo,
C G
Sau baar sambhala dil ko, Par ho ke raha bekaaboo,
C F G C
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya
C G
Yeh chaand saa roshan chehra , Zulfon kaa rang sunahara,
C G
Yeh jheel si nelee aankhein, Koi raaz hain in mein gahara,
C F G C
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya
VERSE 2:
C G C
Har subha kiran ki laali,Hain rang tere gaalon kaa,
C G C
Har shaam ki chaadar kaali,Saaya hain tere baalon ka
F C
Saaya hain tere baalon ka
HOOK:
C G
Tu balakhati ek nadiyan, Har mauj tere angdaayi,
C G
Jo in maujon mein doobaa, Une hi duniya payee,
C F G C
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya
C G
Yeh chaand saa roshan chehra, Zulfon kaa rang sunahara,
C G
Yeh jheel si nelee aankhein, Koi raaz hain in mein gahara,
C F G C
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya
VERSE 3:
C G C
Main khoj me hoon manzil ki, Aur manzil paas hai mere,
C G C
Mukhdese hatha do aanchal, Ho jaaye door andhere,
F C
Ho jaaye door andhereq
C
Maana ke yeh jalwe tere,
G
Kardenge mujhe deewana,
C
Jee bharke zara yeh dekhoon,
G
Andaaz tera mastana,
C F G C
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya
C G
Yeh chaand saa roshan chehra,Zulfon kaa rang sunahara,
C G
Yeh jheel si nelee aankhein,Koi raaz hain in mein gahara,
C F G C
Taareef karun kya uski, jis ne tumhe banaaya x5

